Posts

Kaash iss dil ka bhi zubaan hota , Toh aap chaahat nahin , mohabbaat hote . Kaash ye dil bhi gumnam hota ,  Toh iss ki talaash mein aap qubool-e-ibadat hote . Kaash aur kaash k ye mohabbat nahin chaahat hota . Toh aap unke nahin hamare bahoon mein hote . Kal bhi tha , Aaj bhi hain , Aur kayamat tak hain , Ragon se ruhh ki akhri sarhaad tak hain . Tu hain meri sirf meri ,  Ishq tumse jo hain ,  Deewangi ki haadh tak hain . Tu hain iltizaa , Tu hi hain aarzoo , Deewangi ki waastan hain ,  Tu meri hain sirf aur sirf meri hain . Tanhaai khauff nahin hoti , Agar usse ubharne wala mohabbaat hota , Hum to itne hi tanhaan thee , Ki shayad mautt bhi kam khauffnak hota . Khauffdaar rahoon mein chalte chalte , Kuch iss tarhah hi bhatke ki , Tawaifon ki duniya bhi haseen lagne lagi ; Akhir unhe tanhaai bhulane ki sahaare kam nahin parte . Lekin yaha toh hum tanhaai ko hi sahara bana baithe . -17/02/2018
   The precious and adorable possession for which she boasted of miles back in the valley of time , the only obsession of hers which was the reason of both - her golden smile and silver tears , which at times made those wonders at the seven heavens envy her and other times starved her like a nomad , was no longer hers that day.    Those priceless moments seemed to rewind as well as depart ; taking a vast move to far away some secluded place which remained MYSTERIOUSLY MYSTICAL till time counted.     In addition to define those far-leaded memories to be somewhat : AS GOLD AS COAL or AS CHEAP AS PLATINUM , she could then take pride in accepting that obsession to be her own possession. By time she learned how to curve out platinum out of a coal mine but still was envied by them.     They fulfilled their desires , greed and at last stole it from her for life. Those roars of its stepping back shivered her heart , as for it , its beat was going to part away for life. She cried , groaned